Benjamin Franklin Quotes in Urdu and Roman English
Is post mein main aap ke liye laya hu Benjamin Franklin Quotes in Urdu and Roman English zuban mein.
Benjamin Franklin apne waqt ke aikk scientist, businessman, politician aur writer thy. America ki jange aazadi mein inka kirdar bahut aham raha hai. Lekin aaj jo duniya inko jaanti hai wo inki kahi hui baatein hain. Is lie inko aj bhi dunya janti hai.Inki likhi hui auto biography duniya ki aham tareen kitabon mein gini jaati hai. Inki kahi hui baatein hikmat aur daanayi se bhari hoti hain jise poori duniya ke log bahut pasand karte hain. Is post mein Inhi ke kahe huye kuch khaas aqwal aap ke samne pesh kar raha hu.
Chaliye deikhta hun ky aap Benjamin Franklin ke qeemti aqwal se kya seekh sakte hain.
Ager tum apny zehan ko tez rakhna chahty ho to...?
Jahil hona sharam ki bat nhi hai seekhny Kylie koshish na kerna asal be sharmi hai
Dost banany mai dahimy rhie or badalny mai or bhi.
Ap ruk sakty hain, lakin waqt àp Kylie nhi rukta.
Jo sabar kersakta hai, wo sab kuch kersakta hai.
Adha sach akser aik bohut bara jhoot hota hai.
Her shakhs ye sabit kerny mai masroof hai ky mai tum sy behtar hu.
Ager tum apny zehan ko tez rakhna chahty ho to kabhi bhi pait bher ker na khao.
To ye thy kuch Benjamin Franklin ky quotes.
Mujhy umeed hai ky apko ye article pasand aya hoga.apko is article sy kuch seekhny ko mila hoga.

اگر تم اپنے ذہن کو تیز رکھنا چاہتے ہو تو۔۔۔؟
Ager tum apny zehan ko tez rakhna chahty ho to...?
Benjamin Franklin Quotes in Urdu and Roman English |
جاہل ہونا شرم کی بات نہیں ہے سیکھنے کی کوشش نہ کرنا اصل بے شرمی ہے
Jahil hona sharam ki bat nhi hai seekhny Kylie koshish na kerna asal be sharmi hai
دوست بنانے میں دھیمے رہیے۔
اور بدلنے میں اور بھی۔
Dost banany mai dahimy rhie or badalny mai or bhi.
Benjamin Franklin Quotes in Urdu and Roman English |
آپ رک سکتے ہیں، لیکن وقت آپ کے لیے نہیں رکتا۔
Ap ruk sakty hain, lakin waqt àp Kylie nhi rukta.
Benjamin Franklin Quotes in Urdu and Roman English |
تیاری میں ناکام ہونے کا مطلب ہے کہ آپ ناکام ہونے کی تیاری کررہے ہیں
Tiyari mai nakam hony ka Matlab hai ky ap nakam hony ki Tiyari kerrahay hain.
جو صبر کرسکتا ہے، وہ سب کچھ کرسکتا ہے
Jo sabar kersakta hai, wo sab kuch kersakta hai.
Benjamin Franklin Quotes in Urdu and Roman English |
آدھا سچ اکثر ایک بہت بڑا جھوٹ ہوتا ہے
Adha sach akser aik bohut bara jhoot hota hai.
Benjamin Franklin Quotes in Urdu and Roman English |
ہر شخص یہ ثابت کرنے میں مصروف ہے کہ میں تم سے بہتر ہوں
Her shakhs ye sabit kerny mai masroof hai ky mai tum sy behtar hu.
Benjamin Franklin Quotes in Urdu and Roman English |
جن لوگوں کے ساتھ ہمیشہ رہنا ہو ان سے کبھی بگاڑ نہیں کرنا چاہیے
Jin logon ky sath rehna ho unsy kabhi bigar nhi rakhni chaiye.
Benjamin Franklin Quotes in Urdu and Roman English |
اگر تم اپنے ذہن کو تیز رکھنا چاہتے ہو تو کبھی بھی پیٹ بھر کر نہ کھائو
Ager tum apny zehan ko tez rakhna chahty ho to kabhi bhi pait bher ker na khao.
To ye thy kuch Benjamin Franklin ky quotes.
Mujhy umeed hai ky apko ye article pasand aya hoga.apko is article sy kuch seekhny ko mila hoga.
Comments
Post a Comment